5 Easy Summer Drinks That Will Keep You Refreshed This Summer.
Hello dosto swagat hai aapka hamare blog mai jaha aaj ham bat karte hai drink ke bare mai aabhi summer season chal raha hai to hame bohot hi jyada pani pina hota hai or hame anergy bhi chahiye to uske liye ham aise drink banayenge jisko aap aram se summer eason mai bana kar pi chakte hai jsko pite hi aap tajgi mahesus karenge or aapko bohot hi achchha lagega aap yah drink ko ghar par asani se bana shakte hai agar aap bahar se koi bhi drink nahi lana chahte to aap kuch chijo se ghar par hi yah drink bana shakte hai.
kya aap jante hai garmiyo mai ghar par hi bana shakte hai yah testy sharbat.
Garmiyo ka season aa gaya hai hame garmiyo mai kuch thanda khane ya pine ka man hota hai jis se hamara man or body dono hi thandi rahe to ham banate hai summer special drink yah drink banana to asan hai or iska swad bhi bohot hi achchha hai to chaliye suru karte hai ki yah drink kaise banate hai.sabse pahele watermelon lena hai aapko watermelon ke tukde usme hame add karna hai kala namak or salt or pudine ke patte or dalna hai nimbu ka ras or phir dalni hai chini,chini dalne ke bad aapko isme dalna hai pani or phir hame dalna hai barf ke tukde aab hame yah sari chijo ko mix karke mixar le lena hai or phir iska jyus ban jayega or aapko yah jyus ko chhan lena hai aisa isiliye karna hai kyuki agar aapke jyus mai water melon ke bij agar rah gaye hai to wah nikal jaye aab hamara jyus taiyar ho gaya hai aab hame isko chhan kar nikal lena hai lekin glass ma bharne se pahele aap ko glass mai dalna hai barf ke tukde or barik cut karke tarbuch ke pich or chat masala aab hame dalna hai jyus aab aapka bohot hi tsty jyus ban gaya hai aap agar chini nahi dalna chahte to skip kr shakte hai.to hamara pahela thanda thanda jyus hai wah ban kar taiyar ho gaya hai aap isko bohot hi achchhe tarike se bana shakte hai aap isko bana kar garmiyo mai pi shakte hai.aap yah jyus bana kar summer mai isko bana kar isko pi kar apni body ko thanda kar shakte hai.aab hame banate hai kachche mango ka bohot hi testy or bohot hi healthy juice bana kar pi shakte hai aapko kachcha aam lena hai or uska chhilka nikal kar bij nikal kar aap ko usko cut kar lena hai or mixer mai dal dena hai or aapko dalni hai chini or pudina aab dalte hai hari mirch thoda sa chat masala dalte hai or uske sath dalte hai kala namak or aab ham isme pani dal dete ha or barf ke tukde bhi dalne hai aab aapko mixer mai dal kar iska juice bana lena hai.aapko isme pani kam dalna hai kyuki ham isme bad mai pani add karenge aap jab mixer mai juice bana kar ready kar lenge phir aapko chhan lena hai jis se yah patla ho jaye aap jab juice ko chhan rahe hai tab hi aapko pani dalna hai agar aapko khatta lage to aap isme thodi jyada chini dal shakte hai aab hamara juice jo hai wah ready ho gaya hai aab ham glass mai juice lene se pahele glass mai lenge barf ke tukde,pudine ke patte or bhuna huva jire ka powder aab hamara jo juice hai usko ham dal denge aap normal hi sharbat pite hai aapko waise hi pina hai to aap yah kachche aam ke sharbat ko jarur try kre yah aapko jarur pasand aaega kyuki sharbat bohot hi testy hai or aam to sabhi ko pasand hote hai to yah sharbat bhi sabhi ko bohot hi jyada pasand aayega.
bohot hi asan hai yah sharbat ko banana.
Aab ham banayenge nimbu sharbat uske liye hame chahiye 1 glass jisme ham nimbu ke gol akar me cut kar lenge usko ham glass me dal denge or pudina bhi add karenge aab hame nimbu or pudina ko bhun dena hai is se glass mai bohot hi achchhe se iska ras aapko in dono ko aise h glass mai rakhna hai aab hame isme dalni hai pichi huyi chini or barf ke tukde aab ham isme koi bhi soda dal denge aab hame sko mix kar lena hai or hame uske upar barf ke tukde dalne hai aap chahe to soda dal de or agar aap soda nahi dal shakte to aap agar chahe to sprite bhi dal shakte hai aab aapko isko mix kar lena hai aab aapka nimbu sharbat ban kar ready ho gaya hai agar aap isko test karege to aap ko pata hi nahi chalenga ki aap ne isko ghar par banaya hai aap jab ghar par isko bana kar test karenge to aapko yah bohot hi achchha lagega iska test bhi bohot hi acchha hai to aap isko bana kar jarur try kare aapko yah bohot hi pasand aayega.aab ham banate hai gud ka sharbat aab isko kaise banana hai to aapko mixer mai dalna hai gud ka powder 2 se 3 chammas or uske sath add karna hai pudine ka patte or dono mai dalna hai kala namak or aab add karna hai nimbu ka ras or isme ham dal denge pani or barf or yah sari chijo ko mix karke aapko mixer mai dal lena hai or juice bana lena hai.pahele ke samay mai koi bhi soda ya aisa kuch bhi nahi tha to sab log gud ka hi sharbat bana kar pite the hame yah juice ko glass mai dalne se pahele glass ai dalna hai barf ke tukde aab hame dalna hai gud ka sharbat aap ko or bhi kuch dalne ki jarurat nahi hai agar aap ko mtha jyada pasand hai to aap ko gud ko jyada rakhna hai gud ka sharbat hai uska jo test hota hai wah bilkul hi danne ke ras ke jaisa test aata hai.aab hamara jo sharbat hai wah banakar taiyar ho gaya hai.
Aab ham banate hai chhash ka bohot hi testy sharbat jisko pite hi aap bolenge ki wah agar sharbat pina ho to aisa uske liye hame sabse pahele chahiye dahi aapko mixer mai lena hai 2 chammas dahi usme hame add karna hari mirch aapko agar tikha nahi pasand hai to aapko hari mirch kam dalni hai ya phir aap agar nahi dalenge to bhi chalega or aab hame isme add karna hai adarak or dhaniya patte agar aap dhaniya patte ke sath pudina patte bhi dalna chahte hai to dal de or aapko isme add karna hai chal masala or aab ham dalenge salt aab aapko isko mixer karke juice bana lena hai aap jab mixer kare tab aapko ice or pani dalna hai or mixer mai se nikal kar aap ko glasss mai le lena ha to aapki masala chhash ban kar taiyar ho shakte hai to yah sare sharbat aap pi shakte hai or bohot hi asan tarike se bana kar pi shakte hai.
Tags:
Recipe
.jpg)